|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
Kuch kahana hai
EK SAMPARAN
Neh bhiga ek samparan bahut hota hai. swapan ka kya? swapan to bas ek sapana hia, bahn thame jo chale woh safar apna hai, Dhundha main ek jyoti ka kshan bahut hota hai. Neh bhiga ek samparan bahut hota hai.
Bhir se kya? Swar na koi gungunata hai Ek samambodhan kai mausam jagata hai, Bandha le ek dhup ak kshan bahut hota hai. Neh bhiga ek samparan bahut hota hai.
Jindagi ka kya? Samay kab pas rukta hai. Kaun baitha sans me saugandh bunta hai? Utar jaye janm ka rin bahut hota hai. Neh bhiga ek samarpan bahut hota hai.
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|